Wednesday, 20 July 2016

funniest gf bf, comedy funny sms msg joke

Girlfriend- Mere papa mujhe din bhar daante rehte hain..

.

BF-koi baat nhi yaar.. Papa hain wo tere..

.

.

Girlfriend-Par din Bhar kyun daat te rehte hain..chup hi nhi hote..

.

BF- Darling, papa hain wo tere.

..

Girlfriend-Par bin wajah kyun daat te hain..

.

.

BF-Aare yaar..Jaane bhi de.. Papa hain wo tere..

.

.

Girlfrnd- Tum bhi unka hi favour loge..meri to koi value hi nhi hai tumhare Liye..

..

.

BF- To kya uski aisi taisi kar dun.

Us buddhe ka aaj uski kabar khod dunga pareshan karta hai meri jaan ko..Milne de saale ko kabutar ki aulaad..

.

.

Gf:- Aise mat bolo jaanu papa hain wo mere..

.

.

BF- Main bhi toh ek ghante se yahi keh raha tha kamini .. papa hain wo tere........

No comments:

Post a Comment